Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed Rafi
HomeMohammed Rafi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hooo hoooo hoooooo hoooo oooo dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin jo baat jo baat iss jagah hai kahin par nahin dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin ooooo hooooooo parbat upar khidki khole jhaanke sunder bhor chale pawan suhaani nadiyon ke ye raag rasile jharnon ka ye shor bahe jhar jhar paani mad bhara mad bhara samaa ban dhula dhula har kali sukh pale yahaan ras ghula ghula to dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin jo baat jo baat iss jagah hai kahin par nahin neeli neeli jheel mein jhalke neel gagan ka roop bahe rang ke dhaare unche unche ped ghanere chhanti jinse dhoop khade baanh pasaare champai champai fizaa din khila khila daali daali chidiyon ki sadaa sur mila mila to dil kahe ruk jaa re ruk jaaa yahin pe kahin jo baat iss jagah hai kahin par nahin jo baat jo baat iss jagah hai kahin par nahin pariyon ke ye jamghat jinke
Dil Karne Laga Hai Pyar
dil ke aaine mein dil ke aaine mein tasveer teri rehti hai main ye samjhaa koi jannat ki pari rehti hai dil ke aaine mein sharbati aankh teri champai rang tera shabnami husn tera zindagi bhar ka nasha dil ki dhadkan hai meri teri paayal ki sadaa aye jaanewafaa dil ke aaine mein tasveer teri rehti hai main ye samjhaa koi jannat ki pari rehti hai dil ke aaine mein husn e masoom tera kabhi magroor naa ho apni taarif tujhe kabhi manzoor naa ho ishq waalon pe jafaa tera dastoor naa ho aye jaanewafaa dil ke aaine mein tasveer teri rehti hai main ye samjhaa koi jannat ki pari rehti hai dil ke aaine mein
dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri main dulhan bana kar rakhoonga main dil ke paas mat ho meri jaan udaas dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri main dulhan bana kar rakhoonga main dil ke paas mat ho meri jaan udaas kal tere jalwe paraye bhi honge lekin jhalak mere khwabon mein hogi phoolon ki doli mein hogi tu rukhsat lekin mehek mere saanson mein hogi kal tere jalwe paraye bhi honge lekin jhalak mere khwabon mein hogi phoolon ki doli mein hogi tu rukhsat lekin mehek mere saanson mein hogi dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri main dulhan bana kar rakhoonga main dil ke paas mat ho meri jaan udaas ab bhi tere surkh honthon ke pyaale mere tasavur mein saaki bane hain ab bhi teri zulf ke mast saaye birha ke dhoop mein saathi bane hai ab bhi tere surkh honthon ke pyaale mere tasavur mein saaki bane hain ab bhi teri zulf ke mast saaye birha ke dhoop mein saathi bane hai dil ke jharokhe mein tujhko bitha kar yaadon ko teri
dil khush hai aaj unse mulaqat ho gayi mulaqat ho gayi dil khush hai aaj unse mulaqat ho gayi mulaqat ho gayi go door hi se baat huyi baat ho gayi baat ho gayi unse humara koi taalluk to ban gaya unse humara koi taalluk to ban gaya bigde bhi wo agar to badi baat ho gayi badi baat ho gayi dhadkan badhi to saans ki khushboo bikhar gayi dhadkan badhi to saans ki khushboo bikhar gayi aanchal uda to rang ki barsaat ho gayi barsaat ho gayi jee chaahta hai maan hi len ab khuda ko hum jee chaahta hai maan hi len ab khuda ko hum jiska yakeen na tha wo karamaat ho gayi karamaat ho gayi dil khush hai aaj unse mulaqat ho gayi mulaqat ho gayi
Chori Chori Yun Na
dil ki awaaz bhi sun mere fasaane pe na jaa meri nazron ki taraf dekh zamaane pe na jaa dil ki awaaz bhi sun mere fasaane pe na jaa meri nazron ki taraf dekh zamaane pe na jaa dil ki awaaz bhi sun ik nazar dekh le ik nazar dekh le jeene ki ijazat de de roothne waale wo pehli si muhabbat de de ik nazar dekh le jeene ki ijazat de de roothne waale wo pehli si muhabbat de de ishq maasoom hai ishq maasoom hai ilzaam lagaane pe na ja meri nazron ki taraf dekh zamaane pe na ja dil ki awaaz bhi sun waqt insaan pe waqt insaan pe aisa bhi kabhi aataa hai raah mein chhod ke saayaa bhi chalaa jaataa hai waqt insaan pe aisa bhi kabhi aataa hai raah mein chhod ke saayaa bhi chalaa jaataa hai din bhi niklega kabhi din bhi niklega kabhi raat ke aane pe na ja meri nazron ki taraf dekh zamaane pe na ja dil ki awaaz bhi sun main haqeekat hoon main haqeekat hoon ye ik roz dikhaaonga tujhe begunahee pe muhabbat ki rulaaongaa tujhe main haqeekat hoon ye ik roz dikhaaonga tujhe begunahee
aaaaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaa dil ki baat kahi nahin jaati dil ki baat kahi nahin jaati chup ke rehna thana hai haal agar hai aisa hi to haal agar hai aisa hi to jee se jaana jaana hai dil ki baat teg tale hi kyun na uske gardan daal ke jaa baithen gardan daal ke jaa baithen sar to aakhirkaar humen bhi sar to aakhirkaar humen bhi khaak ki aur jhukana hai dil ki baat fursat hai yaa kam rehne ki baat nahin kuchh kehne ki aankhen khol ke kaan jo kholo aankhen khol ke kaan jo kholo bazm e jahaan afsaana hai dil ki baat surkh kabhoo aankhen hain hoti zard kabhoo hai munh mera zard kabhoo hai munh mera kya kya rang muhabbat ke hain kya kya rang muhabbat ke hain ye bhi ek zamaana hai dil ki baat kahi nahin jaati chup ke rehna thana hai dil ki baat kahi nahin jaati
dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare aaaaaaa haaaaaa haaaaaa ooooo oooooo ooooooo dekh kar kisi ko hosh kho gaye ik nazar mein hum kisi ke ho gaye haaye re wo saamna dil pada hai thaamna phir rahe hain aankh mein nazaare dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare jab ke naache wo to jhoome zindagi uske har kadam pe baaje raagini ik pari jamaal hai aisi mast chaal hai jaise morni ke ho ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare ho gaye iss tarah pyaar ke ishaare dil ki baazi jeet ke bhi haare aaaaaaa haaaaaa haaaaaa ooooo oooooo ooooooo yaad uski zindagi ke saath hai uski har adaa mein ek baat hai pyaar ki kitaab hai wo to laajawaab hai jo bhi dekhe jaan apni waare dil ki baazi jeet ke bhi haare
lala lala lala laaa lala lala lala laaa dil ki kaliiiii yun hi sadaaaa khilti raheeee hansti rahe bagiyaa tumhari mehkti rahe dil ki kali yun hi sadaaaa khilti raheeee hansti rahe bagiyaa tumhari mehkti rahe bhaabhi shaadiyaan kar chuke jitne bhi yaar the ek hum reh gaye taaliyaan maarte par duaa hai doston ki mehfil to sajti raheeeee ye jo hain beech mein chaand saa laadlaa do dilon ke jawaan pyaar kaa silsilaa iske jeevan mein khushi ki barkha barasti rahe lala lala lala laaa lala lala lala laaa dil ki kali yun hi sadaaaa khilti raheeee hansti rahe bagiyaa tumhari mehkti rahe aa haaaa aaaaa haaaaaa haaaaa hey
ho dil ki kitaab kori hai kori hi rahne do dil ki kitaab kori hai kori hi rahne do haye jo ab tak chhori hai chhori hi rahne do dil ko churana chori hai chori hi rahne do gar ye zora zori hai zori hi rahne do chanda ko lage grahan suraj ko lage grahan chanda ko lage grahan suraj ko lage grahan chanda ko lage suraj ko lage lagne do lage grahan haye pyaar ki chandani gori hai gori hi rahne do ho dil ki kitab kori hai kori hi rahne do jab phool koi khil jaaye lehra ke bhanwra aaye jab phool koi khil jaaye lehra ke bhanwra aaye aane do agar aata hai idhar phir apne aap udd jaye harjaee ye adat tori hai tori hi rahne do dil ki kitaab kori hai kori hi rahne do chal doge muskura ke ha ha ha ha nazron se tum gira ke achchhaa chal doge muskura ke nazron se tum gira ke jab pyaar kiya iqraar kiya manenge hum nibha ke haye teri meri ye jodi hai jodi hi rahne do ho dil ki kitab kori hai kori hi rahne do haye jo ab tak chhori hai chhori hi rahne do dil ko churana chori hai chori
dil ki lagi ne humko dil ki lagi ne humko deewana kar ke chhoda deewana kar ke chhoda duniyaa ki har khushi se duniyaa ki har khushi se begaana kar ke chhoda begaana kar ke chhoda taqdeer ban ke bigdi armaan huye naa poore hoooo oooo oooo ooo oooo ooo taqdeer ban ke bigdi armaan huye naa poore jo khwaab humne dekhe sab reh gaye adhure sab reh gaye adhure dil ke chaman ko ghum ne dil ke chaman ko ghum ne veerana kar ke chhoda veerana kar ke chhoda royenge sunne waaleeeee royenge sunne waale sun sun ke ye kahaaniiiii sun sun ke ye kahaani royenge sunne waaleeeee sun sun ke ye kahaaniiiii sun sun ke ye kahaani duniyaa ne do dilon ki ik baat bhi naa maani ik baat bhi naa maani ulfat ki zindagi ko ulfat ki zindagi ko afsaana kar ke chhoda afsaana kar ke chhoda dil ki lagi ne humko dil ki lagi ne humko deewana kar ke chhoda deewana kar ke chhoda
dil ki mehfil saji hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye aap ki bas kami hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye husn waalon kaa koi bharosa nahin kya pata aap aate bhi hain yaa nahin husn waalon kaa koi bharosa nahin kya pata aap aate bhi hain yaa nahin aankh darr pe lagi hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye aap ki bas kami hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye dil dukhaane lagi dillagi aap ki maar daalegi ye berukhi aap ki dil dukhaane lagi dillagi aap ki maar daalegi ye berukhi aap ki jaan par ban gayi hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye aap ki bas kami hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye kya suhana samaa kya hansi raat hai waada kar ke naa aana buri baat hai kya suhana samaa kya hansi raat hai waada kar ke naa aana buri baat hai ab to had ho chuki hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye aap ki bas kami hai chale aaiye dil ki mehfil saji hai chale aaiye
dil ki tamanna thi masti mein manzil se dil door nikalte apna bhi koi saathi hota hum bhi behkte chalte chalte dil ki tamanna saathi mila yun to magar raste mein tha chaandi ka nagar saathi mila yun to magar raste mein tha chaandi ka nagar chaandi ki nagri bhaayi usse haaye reh gaye aankhen malte malte dil ki tamanna thi masti mein manzil se dil door nikalte apna bhi koi saathi hota hum bhi behkte chalte chalte dil ki tamanna yaadon ki dhool aankhon mein hai daaman ki hasrat haathon mein hai yaadon ki dhool aankhon mein hai daaman ki hasrat haathon mein hai khaabon ke veerane mein tanha thak gaya raahi chalte chalte dil ki tamanna thi masti mein manzil se dil door nikalte apna bhi koi saathi hota hum bhi behkte chalte chalte dil ki tamanna
dil ko na mere tadpao pyaar ko mat thukrao abb to humare ho jao dil ko na mere tadpao pyaar ko mat thukrao abb to humare ho jao hoye hoye hoye dil ko na mere tadpao yun na rahega hardum husn hai aakhir faani bandh ke kahan rahta hai dariya ka behta paani yun na rahega hardum husn hai aakhir faani bandh ke kahan rahta hai dariya ka behta paani chaand se mat takrao dharti pe wapas aao abb to humare ho jao dil ko na mere tadpao chhodo chalan nafrat ka rasmein muhabbat sikho dil ko dhadak lene do pyaar ki aadat sikho chhodo chalan nafrat ka rasmein muhabbat sikho dil ko dhadak lene do pyaar ki aadat sikho dil jo kisi ka churao dard ko bhi apnao abb to humare ho jao haye haye haye dil ko na mere tadpao pyaar ki daulat lekar laut jo hum jayenge laakh bulaao phir tum mudke nahin aayenge pyaar ki daulat lekar laut jo hum jayenge laakh bulaao phir tum mud ke nahin aayenge phir wo jhalak dikhlaao aankhon se dil mein samaao abb to humare ho jao dil ko na mere tadpao pyaar ko
dil ko haaye dil ko dil ko teri tasveer se behlaaye huye hain behlaaye huye hain dil ko haaye dil ko is ghar mein hum ek chaand ko is ghar mein hum ek chaand ko chamkaaye huye hain dil ko haaye dil ko ab kaun si daulat hai jo ab kaun si daulat hai jo takdeer se maangen ulfat hi badi cheez thi ulfat hi badi cheez thi jo paaye huye hain dil ko haaye dil ko dil ko teri tasveer se behlaaye huye hain behlaaye huye hain dil ko haaye dil ko jab tu hai khayalon mein jab tu hai khayalon mein to duniyaan se humen kya duniyaan se humen kya duniyaan ko teri yaad mein duniyaan ko teri yaad mein thukraaye huye hain dil ko haaye dil ko dil ko teri tasveer se behlaaye huye hain behlaaye huye hain dil ko haaye dil ko mitt kar bhi na daaman tera mitt kar bhi na daaman tera haathon se chhutega haathon se chhutega hum teri muhabbat ki hum teri muhabbat ki kasam khaye huye hain dil ko haaye dil ko dil ko teri tasveer se behlaaye huye hain behlaaye huye hain dil ko haaye dil ko
dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka uss ke kaajal bina nain kaale aur kaajal lagaa le to kya ho uss ke haathon mein surkhi chaman ki aur mehendi lagaa le to kya ho uss ke kaajal bina nain kaale aur kaajal lagaa le to kya ho uss ke haathon mein surkhi chaman ki aur mehendi lagaa le to kya ho dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen dil le gayi le gayi le gayi ek chulbuli chulbuli naazneen mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka haai mukhda aisa hai uss zaalim ka husn bhara hai saare aalam ka jitna gussa kare woh haseena aur nikhre hai uss ki jawaani rang aata
dil le ke chhupne waale dil le ke chhupne waale tu hai kahaan bata deee dil le ke chhupne waale tu hai kahaan bata deee soorat nahin dikhaata aawaaz hi suna de o dil mein basne waale o dil mein basne waale nazren zara utha deee o dil mein basne waale nazren zara utha deee aur chaand ban ke meri duniyaa ko jagmaga de dil le ke chhupne waale tujhko meri kasam hai mil kar juda naa hona duniyaa hazaar chaahe tu bewafaa naa hona haathon mein haath le kar jeevan ke din bita den aisa naa ho ke duniyaa tujhse humen chhuda de dil le ke hooo ooo dil le ke hooo ooo ooo dil le ke chhupne waale tu hai kahaan bata deee dil le ke chhupne waale
ooooo oooooo ooooo ooooo oooooo oooooo dil leke daga denge oooo ooooo dil leke daga denge yaar hain matlab ke ye denge to kya denge yaar hain matlab ke ye denge to kya denge duniya ko dikha denge oooo duniya ko dikha denge yaron ke paseene par hum khoon baha denge yaron ke paseene par hum khoon baha denge ho
dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale hum aaj apni maut ka saaman le chale maut ka saaman le chale dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale aa haa haa aa aa aa aa mitta hai kaun dekhiye ulfat ki raah mein ye ye ye ye ulfat ki raah mein mitta hai kaun dekhiye ulfat ki raah mein wo le chale hai aan to hum jaan le chale maut ka saaman le chale dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale aa haa haa aa aa aa aa manzil pe hoga faisala kismat ke khel ka aa aa aa aa kismat ke khel ka manzil pe hoga faisala kismat ke khel ka karde jo dil ka khoon wo mehmaan le chale maut ka saaman le chale dil mein chhupa ke pyaar ka toofan le chale
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Kahe Ruk Ja Re Man Ki Ankhen (1970) 06:08 20361
 
Poster of Man Ki Ankhen (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 06:08   Song Number : 20361   

Dil Karne Laga Hai Pyaar Nateeja (1969) 06:08 38012
 
Poster of Nateeja (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Bindu, Vinod Khanna
Duration : 06:08   Song Number : 38012   

Dil Ke Aaine Mein Aao Pyar Karen (1964) 03:40 12579
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:40   Song Number : 12579   

Dil Ke Jharokhe Mein Brahmachari (1968) 06:43 20363
 
Poster of Brahmachari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Pran, Rajshree
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:43   Song Number : 20363   

Dil Khush Hai Aaj Gazal (1964) 03:19 13263
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:19   Song Number : 13263   

Dil Ki Aawaaz Mein Pardes (1950) 04:18 39194
 
Poster of Pardes (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Rehman, Madhu Bala
Duration : 04:18   Song Number : 39194   

Dil Ki Aawaz Bhi Sun Humsaya (1968) 04:10 20364
 
Poster of Humsaya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 04:10   Song Number : 20364   

Dil Ki Baat Kahi Nahin Jaati Mohd Rafi 03:59 16007
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Meer Taqi Meer
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:59   Song Number : 16007   

Dil Ki Baazi Jeet Ke Bhi Haare Madan Manjari (1961) 03:17 15620
 
Poster of Madan Manjari (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sharda Mallik
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manhar Desai
Duration : 03:17   Song Number : 15620   

Dil Ki Kali Yun (Happy) Inkaar (1977) 04:24 13372
 
Poster of Inkaar (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan
Duration : 04:24   Song Number : 13372   

Dil Ki Kitaab Kori Hai Yaar Mera (1972) 03:39 16484
 
Poster of Yaar Mera (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Jitendra, Rakhi
Duration : 03:39   Song Number : 16484   

Dil ki Lagi Ne Humko Paras (1949) 03:27 13913
 
Poster of Paras (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rahman
Duration : 03:27   Song Number : 13913   

Dil Ki Mehfil Saji Saaz Aur Awaz (1966) 03:10 14099
 
Poster of Saaz Aur Awaz (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:10   Song Number : 14099   

Dil Ki Tamanna Thi Masti Mein Gyarah Hazaar Ladkiyan (1962) 03:02 15599
 
Poster of Gyarah Hazaar Ladkiyan (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:02   Song Number : 15599   

Dil Ko Na Mere Tadpao Budtameez (1966) 05:04 12945
 
Poster of Budtameez (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:04   Song Number : 12945   

Dil Ko Teri Tasveer Se Dastan (1950) 03:42 32072
 
Poster of Dastan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Suraiya, Raj Kapoor
Duration : 03:42   Song Number : 32072   

Dil Le Gayi Le Gayi Laat Saheb (1967) 06:26 32755
 
Poster of Laat Saheb (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 06:26   Song Number : 32755   

Dil Le Ke Chhupne Waale Paras (1949) 02:52 13912
 
Poster of Paras (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Rahman, Kamini Kaushal
Duration : 02:52   Song Number : 13912   

Dil Leke Daga Denge Naya Daur (1957) 01:42 37915
 
Poster of Naya Daur (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 01:42   Song Number : 37915   

Dil Mein Chhupa Ke Aan (1953) 02:54 12566
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nimmi, Nadira
Duration : 02:54   Song Number : 12566   
Karaoke Songs of Mohammed Rafi, Sad Songs of Mohammed Rafi, Love Songs of Mohammed Rafi, Dance Songs of Mohammed Rafi, Hip-hop songs of Mohammed Rafi, Best songs of Mohammed Rafi, Super hit songs of Mohammed Rafi, hit songs of Mohammed Rafi, duet songs of Mohammed Rafi, solo songs of Mohammed Rafi, old songs of Mohammed Rafi, famous songs of Mohammed Rafi, Hindi Karaoke Songs of Mohammed Rafi, Hindi Sad Songs of Mohammed Rafi, Hindi Love Songs of Mohammed Rafi, Hindi Dance Songs of Mohammed Rafi, Hindi Hip-hop songs of Mohammed Rafi, best Hindi songs of Mohammed Rafi, super hit Hindi songs of Mohammed Rafi, hit Hindi songs of Mohammed Rafi, duet Hindi songs of Mohammed Rafi, solo Hindi songs of Mohammed Rafi, old Hindi songs of Mohammed Rafi, famous Hindi songs of Mohammed Rafi, Sing Along Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Sad Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Love Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Dance Songs of Mohammed Rafi, Sing Along Hip-hop songs of Mohammed Rafi, Sing Along Best songs of Mohammed Rafi, Sing Along Super hit songs of Mohammed Rafi, Sing Along hit songs of Mohammed Rafi, Sing Along duet songs of Mohammed Rafi, Sing Along solo songs of Mohammed Rafi, Sing Along old songs of Mohammed Rafi, Sing Along famous songs of Mohammed Rafi